Kaisay kahon k apna bana lo mujhey,
Bahoun main apni sama lo mujhey,
Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin,
Tum aa ker mujh se chura lo mujhey,
Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray,
Duniya k ghamoun se ab chura lo mujhey,
Mere sab se gehri Khuwahish ho puri,
Tum agar pas apnay bula lo mujhey,
Yeh kaisa nasha hai jo behka raha hai,
Tumhara hon main tu phir sanbhalo mujhey,
Najanay phir kaisay guzray gi Zindagani,
Agar apnay dil se kabhi tum nikalo mujhey.
Search Your Query
Custom Search
Thursday, 23 December 2010
Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum (Ghazal SMS)
Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum,
Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum,
Na koi rishta hay tum se na koi talluk,
phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum,
Me jo bhi likhta hon bat zara qarene se,
Mera geet meri shaira mera deewan ban jate ho tum,
Dil se jo nikalti hai, labon pe aa k dum tor deti hay,
Woh tamanna, wo hasrat wo arman ban jate ho tum.
Main lakh karon koshish tum se tark-e-tlluq ki,
Phir bhari mehfil main meri pehchan ban jate ho tum.

Faqt Pehloo Badalney Se Rafaqat Kam Nahi Hoti (Ghazal SMS)
Faqt Pehloo Badalney Se Rafaqat Kam Nahi Hoti
Magar Phir Bhi Na Milne Ki Aziyat Kam Nahi Hoti
Jahan Koi Bicharh Jae Wahin Per Uski Manzil He
Kisi k Saath Chalney Se Musafat Kam Nahi Hoti
Humare Dushmano Men Chahne Wale Bhi Shamil Hen
So Hum Jis Haal Me Bhi Hon Mohabbat Kam Nahi Hoti…
duniya be-dard hoti hai shareek-e-gham nahi hoti,
kisi kai door hone se mohabbat kam nahi hoti

Main "ZINDAGI" hoon, Tujhe Jeena Sikha rahi thi (Ghazal SMS)
Mene Kal Eik Jhalak ZINDAGI ko Dekha
Wo Meri Raah me Kahin Gunguna rahi thi
Mene Usay Dhondha Idhar Udhar
Aankh Macholi Khelti hui Wo Muskura rahi thi
Eik Arsy Baad aaya tha Mere DiL ko Qarar..
Wo Thapki dey k Mujhe Sula rahi thi
Hum Dono Kiun thay Khafa Eik Doosray se
Main Usko,Wo Mujhko Bata rahi thi
Mene Kaha Tu ne Mujhe Yeh Dard Kiun dia.?
Boli Main "ZINDAGI" hoon,
Tujhe Jeena Sikha rahi thi...!

Koi umeed jo hoti tere lout aane ki (Ghazal SMS)
["WASI SHAH"]
Koi umeed jo hoti tere lout aane ki...
Phir na hoti aisi halat dil dewane ki...
Mein to har haal mein khush rehne ki justju mein rahe...
Na gai teri aadat wo sataane ki...
Zindagi jabr-e-musalsal ki tarha kaat rahe hon...
Nahi deta koi dua bhi mar jane ki...
Tere sang beeta har lamha yaad aata hai...
Jab bhi koshish ki tujhe bhulane ki...
Ab to aksar yehi sochte rehte hun "Wasi"
Tujh ko mangon ya mangon dua mar Jane ki....

Kaya puchte ho tere hijar main kaya sochte hain (Ghazal SMS)
Kaya puchte ho tere hijar main kaya sochte hain
Saja k tum ko nigahon main sada sochte hain
Tere wajood ko chhu kr jo guzarti hai kbi
Hm us hawa ko b Jannat ki hwa sochte hain
Ye apne zarf ki had hai ya faqat tera lehaaz
Tere sitam ko muqaddar ka likha sochte hain
Mera Us Shehr-e-Adawat Main Bsera Hai Jahan...
Log Sajdon Main B Logon Ka Bura Sochte Hain
Kis qadar hum b hain nadaan mohbat main "AZAN"
Tere ikhlaas ko hum teri wafa sochte hain.

Nigaah-e yar pe palkon ki agar lagaam na ho (Ghazal SMS)
Nigaah-e yar pe palkon ki agar lagaam na ho.
Badn me door talak zindgi ka naam na ho !
Wo benaqaab jo phirta hai gali koochon me.
To kaise shehar k logo me 'qatl-e- aam' na ho !
Muje yaqeen hai k dunya me dard barh jain.
Agar ye peenay- pilanay ka ehtmaam na ho !
Bitha k samne bas dekhta rhoon us ko.
Us k siwa muje dunya ka koi kaam na ho !
Jo us ko Mein dekh lu ik nazar b,
Mere shehar ki galiyon me kbi shaam na ho....

Aatish-e-ishq me jal jaon tujhe is se kya (Ghazal SMS)
Aatish-e-ishq me jal jaon tujhe is se kya
Mousam ki tarah badal jaon tujhe is se kya
Chot khaon ya zakham lagay,ya ehsas-e-ghum me tarpon
Me gir jaon ya sanbhal jaon tujhe is se kya
Musaraton ko dekh ker Beqarar ho jaon
Ya tofan-e-ghum se behal jaon, tujhe is se kya
Hansta dekh ker hans paron, rota dekh ker ro paron,
Halat k sanchay me dhal jaon, tujhe is se kiya
Zararot nahi ab kisi hamsafar ki Sharif
Janib-e-manzil tanha nikal jaon,tujhe is se kya.

Tumhare Aane Ki Ik Aahat Si Hoti Hai (Ghazal SMS)
Tumhare Aane Ki Ik Aahat Si Hoti Hai,
Na Jane Kyun Dil Mein Halchal Si Hoti Hai"
"Tumhe Dekhne Ko Jee To Chahta He Mgr,
Tmhari Aankhon Me Aksar Ik Shrarat Si Hoti Hai"
"Tum Jo Muskura K Mujhe Ik Nazar Dekho,
Aesa Lagta Hai Jese Sehra Me Barish Si Hoti Hai"
"Tum Chalo Sath Mere umr Bhar K Liye,
Tmhe Dekh Kr Aksar Ye Khwahish Si Hoti Hai"
"Mere Hatho Ki LakeeRon Me Ho Shamil Naam Tmhara,
Takdeer Se Aksar Ye Guzarish Si Hoti hai.

Na tujhe chor sakty hain tery ho B nai sakty (Ghazal SMS)
Na tujhe chor sakty hain tery ho B nai sakty
ye kesi bebasi aaj hum ro B nai sakty,
ye kesa dard hai paL paL hamain tarpaye rakhta hai
tumhari yaad aati hai to phir so B nai sakty,
chupa saktey hain or na hi dikha saktey hain Logon ko
daag kuch aesy diye hain diL par Jo hum dho B nai saktey,
kaha tha chor donga ye nagar phir ruk gaya Lekin
tumhain paa nai saktey to kho B nai saktey.

Subscribe to:
Posts (Atom)